اجتماعی قربانی میں حصہ ڈالنے پر اگر دل مطمئن نہ ہو تو کیا حکم ہے اور دوسرے حصہ داروں میں سے اگر کسی ایک کی نیت بھی خراب ہو تو اس کا کیا حکم ہے؟?
تفصیل/مزیدمعلومات
Ager koi aadmi wafat pa gia ho aur osk aisal e swab k liay qurbani kerna ho to hisa rakhwa ty waqt oska name likhwaya jay ga ya jo paisy dy rha wo apny name sy two hisay rikhwa ly aur aik hisay کی niyat os admi k liay dil m ker ly jo fot ho چکا h??
Assalam o Alaikum Hazrat. Alhamdullilah meri Dhul-Qidah 16, 1441 AH (7th July 2020) ko taqreeban subah 11:10 par beti hoe hy. Mai nay apni beti ka name Aayat Ahmad (آیت احمد) socha hy. Kea yeh name theek hy? Aap se name k baray mai rehnumai ki zaroorat hy. JazakAllah Khair?
مرے ہوے انسان کی طرف سے قربانی کی جاسکتی ھے۔ اور اگر مردے رشتے دار کی طرف سے قربانی ہوتی ہے تو پھر اس حصے میں اپنے لیے گؤشت استعمال کرنا جایز ہے یا نہیں؟?
اجتعماعی قربانی کیا ھے ؟ اجتعماعی قربانی کہاں کی جاسکتی ھی؟۰?
مرغا یا کویی جانور ذبح کرنے والے میں کون کون سے شرایت موجود ھونے چاھیے۔کیا چودہ سال کا لڑکا مرغا ذبح کر سکتا ھے۔ ذبح کرنے ک لیے وضو کرنا لازمی ھے کیا؟ مرغا ذبح کرنے کی نیت کیا ہے۔?
Mujhy bchy ki padaish k silsila m kch sawalon m rahnumai chahye 1. Bachy k khatna kranay m islami hukm kya h ktna arsa m krana chahye r kya js din aqeqa krn khatna b usi din kraen 2. Aqeqa m kn sa janwar zyda bhtr h 3. Mn js jga job krta hn apni wife k 7 wahen rhta hn bchy ki padaish b wahen h. Hm ne yni mne wife r bchy k sath bd m yahen rhna h. Mray behn bhai r bqi relatives dosaray shehr m rhty hn. Ab bhtr kya h jahan rhta hn wahen aqiqa krn ya apny abbai shehr m 4. Aqeqa krna ktna zruri h??
Assalaamalaikum wrwb. Urdu version: kya ham apne bache ka naam "Muhammad Saad Ahmad Khan "rakh sakte hai, Kyu ki Muhammad aur Ahmad Dono Barbara hai. English version: My son is 7 months old.He is named Muhammad Saad Ahmad Khan.But my doubt is ' Is it necessary to put Muhammad as his initial since both Muhammad and Ahmad are both same.plz help me .?
read more
Assalaamualaikum wrwb.Hamare waalidain ne ek Naye Ghar ki taameer karwaaye hai aur hamare maama ne ek astrologer ko bulwaya aur usne kaha ki " kitchen ka direction Sahi Nahi hai aur yaha Chulha Nahi jalana chahiye,is liye use phodkar doosra jagah bane".Hame kuch samajhme Nahi Aya,lekin hamare Maama ka kehna hai k astrologer k kehna k mutaabiq agar Ghar ki Sahi taameer Nahi karenge to ham museebat me pad sakte hai.Yaha India Mei bahutt se log (Hindu aur Muslim)Ghar banne se pehle astrologer k pass jaate hai aur unka ilm " vaastu" k mutaabiq Ghar bante hai.Kya Islam Mei iski izazat hai,kya hamare Ghar k bare Mei Jo last astrologer ne kahi hai wo Sach hai,kya ham museebat Mei pad sakte hai? ENGLISH VERSION ASSALAAMUALAIKUM.Recently my parents constructed a new home and my uncle seeked an astrologer who after inspecting our home told us we built the kitchen in wrong direction and we shouldnt light a flame for cooking in that direction ,and if we did the cooking there ,we might get in big trouble and we will be destroyed.Here in India many people both hindus and Muslims seek an astrologer ,to seek his knowledge"vaastu" before constructing homes.Is this allowed in Islam.Do we have to cook in different direction/ place as per the astrologer advise to avoid trouble.Please help?
asaww, hzrt kya ek banda apne bachche ka do martaba aqiqa kar sakta hai, ek jahan wo muqeem hai, aur doosri martaba apne watan e asli main jahan sare rishte dar hain, kuch dost khana khilane k liye kah rahe hain, aqeeqe ka khana hi hojayega aur sawab milega aur fir rishtedaron k liye sila rahmi ki garaz se watan e asli main ek bar aur khana khila den, rahnumai farmayen. jazakum Allah khair?