Assalamulakum warahmatullah wabarakatuhu..agar koi ilm ka madrasse ka talibilm imtehaan mai naqal ker k aik darja paas kerta hai tu kya os ko aagay ilme deen ka husool jaare rakhna chahye?us ka moqaf hai k samajh sab aata hai lekin yaad kerne mai dushwari hote hai.kya os ko aagay parhna chahiye naqal ker k paas hone ke soorat mai?Assalamulakum warahmatullah wabarakatuhu?
read more
السلام و علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ Ustaad jee please btain ye name izza عزہ یا عزا ka kiya matlb hai aur is k bary mn kiya fatwa hai kiya ye naam rakha ja skta hai. Please rahnumaai farma dijiay. Kyun k men ne suna hai k ye naam rakhna theek nhi. JazakaAllah khair?
تفصیل/مزیدمعلومات
السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ میرا گھر لاہور میں ہے اور میں اسلام آباد میں پڑھتی ہوں. گھر آنے جانے کے لیے اکیلے سفر کرنا پڑتا ہے. کیا یہ جائز ہے؟?
Assalamualaikum wr wb ek help chaiya thi apsy agr bank main it manager ya assistant manager ki job offer horhi ho tu kr lyni chaiya? Interest k koi issue tu ni hoga is mai.?
کیا بچی کا نام عجوہ رکھا جا سکتا ہے؟ بچی کا عجوہ نام رکھنا کیسا ہے؟?
Asalam o alikum wr wb, Kia main interview main apni salary barha kay bata sakta hun takay mujhay nai job main zada salary mil jaye? Kia ye jhoot kay zimray main ayega? Agar jhoot bol kay achi salary par job lag gai to kia wo paisay halal hongay??
A.a kiya ye Jo AJ Kal rawaj bnaya howa h k rishtay miltay nahi hn bachay bacheyoun k to teams bani hoi hn rishtay ho ya n ho rishtay jab b dikhana h larki k ho ya larkay k pahlay har dafa 1000ya2000mangtay hn phr rishtay dikha Tay hn kiya Dana jaiz h ya ye b Sood ki aik rasam h please reh numai farmain Sabi log bohat pareshan kiya howa hn logo n?
Thakay dar ki Jo Zameen Hoti h us k ushar k kiya hisab h ushar kasa diya jata h thakay k passay pooray kar k bad m Jo fasal bachti h us k ushar diya jata h ya sari ekhathi fasal k ushar nikala jata h tafseel s bata dain?
Agar mangni hoi ho larki ki or larkay walay ring da kar gay hon or bad m larkay walay ja kar khod hi rishtay sa inkar kare dain to kiya wo ring wapis Karni zarooori h agar wapis na karain to guna h or agar guna nahi to Ghar walay rakhlay ya larki ko dain dain kiya ye Ghar walon ki Marzi h ya larki ki k wo khod rakhay?
Assalamualaikum sahri k time kis waqat tak hota h kiya Azan k hotay howa Kuch kha pee saktay hn Kisi waqat kha saktay hn agar Azan k hotay howa kha pee lay rozay ho ga ya ni tafseeli jawab please jawab Gmail p send kar diya karo es pa password mushkil sa lagta h?