Hazrat ik oorat ky hn jb phly 2 wiladaten hoen tu 40 din ky baad ik din paak rahi pher mahwari ki aadat ky terhn bleeding hoti thi.pher paki hojati thi.lakin ab 3 wiladat may usay 40 din ky baad bhi bleeeding horahi 40 din ky baad koi din bhipaaki ka nhi guzra tu ab us ky liyay ghosal and namaaz ka kaya hukum hoga. orr yay bhi wazaht fermaden ky ager 40 din nafas ky baad paaki ka ik din guzray orr pher say mahwari ki terhn bleeding hotu kaya hukum hy ,kyuonky doctors iss bleeding ko mahwari shomaar krty hn.jazakumullah khyr.?
تفصیل/مزیدمعلومات
assalamu alaikum wr wb Mera sawal ye hai k muje periods k bad is bar very light greenish discharge ho rha hain matlab k is bar brown k bad safed paani ni aay yahi rang ka aarha hai. muje leaucorhea ki pareshani b hain or muje is rang ka discharge amooman hota rehta hain. kya is haal mei mai ghusl karu ya safed hone ka intezar karu? or is baar blood flow hone se pehle halka laal rang k discharge ho rha tha tou maine nmaz ni padhi ye soch kr k mre periods shuru ho gye hain kya mai un namzao ki qaza karu? jazakillahu khair?
السلام علیکم ایام حیض کے10 دن بعد بھی لیکوریا کا رنگ سبز رہتا ہے آٹھویں دن سے ایسا ہوتا ہے تو کیا 10 دن مکمل کرنے ہوں گے یا آٹھویں دن غسل کرنا ہو گا?
سوال نمبر 4 السلام علیکم- ہمارے خاندان کی ایک بزرگ خاتون فرماتی ہیں کہ میت کو تانبے یا پیتل کے لوٹے سے غسل دینا چاہيے- اس نیت سے انہوں نے اپنے لۓ پرانے زمانے کا تانبے کا لوٹا سنبھال کر رکھا ہوا ہے- ان کے خیال میں یہ شرعی حکم ہے- آپ سے درخواست ہے کہ اس سلسلے میں رہنمائ فرمائیں- جزاک اللہ خیر?
Mera sawal yeh ki 1) kya baith kar gusl karna sunnat h ya mustahab ya mubah? huzur s gusl karna kis tarah saabit h?. 2)kya baith kar pajama aur kurta pehenna sunnat h?, agar sunnat h to guslkhane m agar koi baithne ki cheez nahi h to kis tarah baith kar pajama aur kurta pehna jayega?. 3) agar mai jamaat ki saf m khada hu,agar bagal wala musalli thoda sa apni jagah s khiska aur saf m khalaa ho gayi lekin itni nahi ki koi musalli akar khada ho jaye, to kya mujhe namaz ki haalat m us khalaa ko pur karna chaihye ya nahi, uski surat kya hogi?, ki paav failau(hanafi maslak k khilaf) ya thoda sa khisak jau kyuki agar m khiska to fir dusri janib k sab musalli ko khisakna padega.?
حالت جنابت میں غسل خانے میں جانے کی دعا پڑھنی چاہیے یا نہیں?
Islam mein Ghusl ka sahi tareeqa kiya h?
read more
Asslam o Alaikum kya ghar zarori(zar e naf) bal saf krny k bad ghusl krna farz hota h??
Asslam o Alaikum kya ghar zarori bal saaf krny k bad ghusal krna farz h??
Ghusl kis tarah totta hai.... Ghusl karna kis halat may lazamy hai. Our ghusl karnay ka tariqa kya hai....?