Assalamualikum, mujhe reeh kharij hone ki bemari hai,wazu karte waqt bhi aur namaz me bhi reeh kharij hojaati hai.dawaai ka istemaal kiya doctor ko bataaya,par kam na hua. Is haal me mere namazo ka kya hukum hai.aur iska koi ilaaj hoto bataye.jazakallahukhairah.?
تفصیل/مزیدمعلومات
Assalam u alaikum, Mujay aap sai ye puchna ta ke mujay gas ka masla hai,jis ke wajah say mai namaz nahi parh sakta,nahy quran ke tilawat kr sakta ho,q ke mera bar bar hawa kharij hota hai,2 rakat parhny sai pehly mera wazu toot jata hai,ye tu chor jab wazu karta tu osy waqt wadu ke darmian hawa kharij hona shuru ho jata hai,jis ke wajah say mai allah ke ibadat nahi kr sakta....isy aap say guzarish hai ke mery is ka koi hal bataye,take mai allah ka ibadat kr sako.....?
Assalam o Alaikum! Hazrat Sawaal Yeh Hy k Blood Test Karwatay Huwe Jo Injection K sath Khoon Nikala Jata Hy,Kia Us Se Wuzu Toot jata Hy....?? Jazakallah..?
Assalamualikum kiya aurat ko period ki haalat me bhi wuzu se rehna hona chahiye?
read more
Hazrat jab main peshab karne Kuch der bad ya peshab kar kar jaise hi uthta hu mujhe peshab ke katre aate hain or kabhi nahi bhi aate or kayi baar eisa hota hai ke main namaz padh raha hu to sajde mnain jate waqt katra nikal jata hai kiya is surat main mujhe namaz dohrani padegi or jo main pajama pehanta hu usko pak karenge meharbani karke is masle ka hal bataiye agar apko koi nusqa ya koi dawa pata hai to bataiye?
1 Namaz k doran ye mehsoos ho k peshab ka katra nikal giya namaz mukamil ki aur baitul khala ja k check kiya to pata chala k nai nikla to namaz dohrani hai ya nai? 2 Namaz k doran ye mehsoos ho k peshab ka katra nikal giya namaz mukamil ki aur baitul khala ja k check kiya to pata chala k abhi nai nikla lakin uzo ko dbane pr bahr nikal aya to wuzo kab tota Mehsoos honay pr? Ya qatra bahr nikalne par? 3 reeh kharij honay pr wuzo toot jata hai. Reeh ki kuch miqdar bhi hai? Reeh kharij honay ka shaq honay pr wuzo ki kia hasiat hai? Agar namaz k doran shaq ho to kiya krna chaiye??
عورت کو لیکوریا کا مسلہ ہو تو اگر نماز کے دوران یہ مسلہ ہو جائے تو نماز ٹوٹ جاتی ہے ؟ نماز مکمّل کر لینی چاہیے جسکی نیّت باندھ لی ہو یا وہیں روک دینی چاہیے ؟ اگر بار بار ایک ہی نماز کے وقت میں مسلہ ہو جاتا ہو تو بار بار وضو نیا بنانا ہوتا ہے ؟?
Mufti sahib miswak karnay kay baad os ko kistharah say rakay???..brush wala side ooper ho ya neechay???
کیا فرماتے ہیں مفتیان کرام مسئلہ ھﺫاکے بارے میں بہشتی زیور میں لکھا ہے کہ داڑہی کے بال اگر اکھیڑے جائیں تو ان کے سرے ناپاک ہوتے ہیں اب پوچھنا یہ ہے کہ وضو کے بعد جب داڑھی پر کنگھی پھیریں تو کچھ بال ٹوٹ جاتے ہیں اور ان کے سرے سفید ہوتے ہیں تو کیا اب کنگھا ناپاک ہو گیا اور داڑھی بھی یا نہیں اور کیا داڑھی کے ٹوٹے بال کہیں بھی پھینکے جا سکتے ہیں یا جیب میں رکھے جا سکتے ہیں مہربانی فرما کر تفصیلی جواب عنایت فرمائیں?
السلام علیکم! کیا کھڑے ہو کر وضو کر سکتے ہیں؟ جیسا کہ آج کل گھروں میں واش ویشن ہوتا ہے؟ اور مزید بتائے کہ وضو کرنے کا سب سے اچھا طریقہ کیا ہے؟ نیز یہ بھی بتائے میں نے ایک حدیث میں پڑھا تھا کہ جب فرض نماز کے لئے تکبیر کہی جائے تو اس وقت فرض نماز کے علاوہ اور کوئی نماز نہیں۔ تو مجھے یہ جاننا ہے کہ اگر میں چار رکعات، یا دو رکعت والی سنت مؤکدہ پڑھ رہا ہوں اور امام نماز کے لئے کھڑا ہو جائے تو میں کیا کروں؟ تفصیل میں جواب دئے۔ جزاک اللہ?