26 Apr, 2024 | 17 Shawwal, 1445 AH

Question #: 2234

April 05, 2018

As salamu alaikum warahmatullah. Agar jamaat khadi ho chuki ho to farz namaz baajamaat adaa karne ke baad sunnat ka adaa karna lazim hai? Agar namaaz ki tarteeb ke mutabiq sunnat ko farz se pahle adaa karna tha to Kya us sunnat ko baad me padh sakte hain? Jaise zohar ki namaz agar farz pahle adaa kar li to Kya 4 rakaat sunnat jo farz se pahle adaa karni thi use farz ke baad adaa karna hai yaa sirf baad waali 2 rakaat sunnat hi padh sakte hain? Yaani ke namaz me sunnat aur farz ki tarteeb hai agar kisi wajah se aage pichhe ho jaye to namaz qubool hogi yaa nahi?

Answer #: 2234

الجواب حامدا ومصلیا

جب ظہر کی پہلی چار سنتیں کسی وجہ سے رہ جائیں ، تو فرض نماز ادا کرنے بعد یہ چارسنتیں پڑھ لینا چاہییں۔ اس صورت میں فرض کے بعد  صرف دو سنت  پڑھ کر چلے جانا، درست نہیں ہے۔ 

                             واللہ اعلم بالصواب

         احقرمحمد ابوبکر صدیق  غفراللہ لہ

  دارالافتاء ، معہد الفقیر الاسلامی، جھنگ

       ۱۸ ؍ رجب المرجب ؍ ۱۴۳۹ھ

۵ ؍ اپریل؍۲۰۱۸ء