19 Apr, 2024 | 10 Shawwal, 1445 AH

Question #: 2385

March 06, 2019

Assalamualaikum Masla ye hai.... Ki.. Zaid ke nayi shaadi hoti hai....uski biwi taleemi Silsila ke wajeh se uske maa baap ke ghar wapas chali jati hai ....aur uski biwi ka agle 3 se 6 mahine tak shauhar ke paas wapas aane ka irada nahi rehta..... Zaid ek deendar ladka hai...ulma ki suhbat me bhi rehta hai...aur gunah chordne ki koshish me laga rehta hai......lekin ek din uske mobile par ek fahash video aa jata hai ...aur shahwat ki wajeh se fahash video dekh kar wo fahesh website par chala jata hai .....shahwat ki haalat mein screen le fehesh tasaawir dekhne lagta hai.....tabhi uske mobile par ek shakhs ke WhatsApp se message aata hai aur usk shakhs ki WhatsApp ki profile picture par ek dua jo ki quran kareem ki aayat hoti hai wo aa jati (WhatsApp message popup hone ke baad message aur ek chote gol dayre me qurani aayat aa jati hai)......wo darta bhi hai hai ki ek hee screen pe quran ki aayat bhi hai aur fahsh photo bhi to jaldi se reply karta hai taaki quran ki aayat ka photo hat jaye.....lekin uske saamne wala shakhs baar baar usse WhatsApp per baatein karta hai aur ye fauri taur par jawab deta hai taaki wo quran ki aayat ka photo jo WhatsApp par hai wo hat jaye ...aur darta bhi hai ki ye be adbi hai....ek do minute ke baad wo fahash website bhi dar kar band kar deta hai ki saamne wale shakhs ke message band nahi honge aur be adbi hoti rehegi ....isliye wo fahash website band kard deta hai ..... 1)To kya is quran ki aayat (dua) ki be adbi ki waje se zaid kaafir ho jayega?? 2)Kya zaid ko tajdeed e nikah bhi katna hoga...jabki nikah ko sirf 20 din hee huye ... ..aur sakht tension me hai .......aur tajdeed e nikah ke liye reason kya bataunga logo ko....is baat se wo bohot dar raha hai??? Kya zaid be adbi ki waje se kaafir hogaya...??

Answer #: 2385

الجواب حامدا ومصلیا

1.     زید کا مذکورہ طرزِ عمل انتہائی بے ادبی کا تھا جس کے لیے اسے خوب توبہ و استغفار کرنا جائے البتہ یہ کفر نہیں۔

2.     تجدیدِ نکاح کی ضرورت نہیں، لیکن زید کو چاہیے کہ اس طرح کا موبائل ہرگز استعمال نہ کرے جس کی وجہ سے اپنے اوپر قابو نہ رکھ سکے ، اگر آئندہ اسے اس طرح کے گناہ میں پڑنے کا گمان ہو تو ایسا موبائل رکھنا جائز نہ ہوگا۔

نیز کو زیدکو چاہیے کہ اپنی بیوی کو اپنے ساتھ رکھے اور زیادہ عرصہ علیحدگی میں نہ رہے۔

والله اعلم بالصواب

احقرمحمد ابوبکر صدیق  غفراللہ لہ

دارالافتاء ، معہد الفقیر الاسلامی، جھنگ

۰۴ ، رجب المرجب ، ۱۴۴۰ھ

‏11‏ ، مارچ‏ ،  2019ء